Bablu Balia,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se bol rahe hai inka udid card nahi ban raha hai to uske liye kya karna hoaga.
Baliya UP se Sashi gupta ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ki Dehradun me addmishion karane me kon kon se documents lagte hain aur wahaan ka waywastha kaisa hai?
Baliya UP se Bablu parshaad ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain samaaj kalyaan wibhaag aur wiklaang kalyaan wibhaag ka number.
Baliya UP se blind wayakti Riyaaz ahmaad ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke kya Neshional scolarship ka form aaya hai ya nahi?
Riyaz Ahmad Ballia,[U.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari mang rahe hai ki ek bar flestop lene ke bad kitne din bad fir se le sakte hai.
Bablu is calling from Ballia,[U.P.] through hamari vaani that he is asking helpline number of pension department.
Bablu parshaad ji Blind person Hamari vaani ki madhyam se Krukshanat ji se bol rahen hain ke wo apna number thorda slow record kiya karen aur aap mujhe call kar ke Voice news ki jaankari den.
Bhopaal UP se Uttam saahu ji blind person Hamari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke shastriye sangit kahan sikhata hai
Baliya UP se Vijay kumar bhardawaaj ji Hamari vaani ke madhyam se ik caller ko jaankari derahen hain ke R.B.I ka exam16 august se shrue hai aur iska admit card 11 se shayad aayega
Ye Hamaari vaani ke madhyam se jaankaari derahin hain ke Atomic enargy socity me blind logo ke liye ik PreparatoryTeacherki aweshakta hai yogayata Warisht madhyamik ya uchtam madhyamik me kam se kam 50% ke saath uttrin aayou sima 30 warsh hai aur website hai www.aees.mahaonline.gov.in ya eyeway help desk se sampark karen 180030020469
