blind wayakti MP se Akhilesh kumar paras ji hamaari vani ke madhyam se bol rahen hain ke mera Flaxtop ka battry kharaab ho gaya hai mujhe jaankaari den ki ye kahaan banega.
Akhilesh M.P. se Hamari Vaani ke madhyam se Jaya Munda ko sweet shop ka address bata rahe hai.
Akhilesh M.P. se Hamari Vaani ke madhyam se Jaya ko sweet making ke bare me jankari de rahe hai.
Chamba MP se Blind wayakti Papu ram ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke mai mattric pass hun aur mujhe koi bhi rozgaar paraapt nahi ho raha hai.
Akhilesh M.P. se Hamari Vaani ke madhyam se is channel ka appreciate kar rahe hai ye bol rahe hai ki is channel ke madhyam se hume sabhi tarah ki jankari mil jati hai.
MP se Ramesh gazal ji Hamaari vaani ke madhyam se ik caller ko bata rahen hain ke yadi aap berozgaar hain to Indor MP me blinds ko kaam diya jaata hai aap mujhse sammpark karye.
Ram ji Chitrkut Mp se Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke kahin koi packing aadi ka kaam ho aur wahaan rahne khaane ka bhi waiwastha ho to mujhe bataayen.
Mukund ji blind wayakti MP se Hamaari vaani ke madhyam se callers ko thanks bol rahen hain unke query ka ans dene ke liye aur puch rahen hain ke kisi bhai ne bataaya ke Faridaabaad me bhi ik sanstha hai jo scolarship provide karati hai to mujhe uska number chahiye.
MP se Akhilesh kumar paras ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke wiklaang aisa nahi hai ke kuch nahi kar sakte hain agar koshish karen to sab kuch kar saktie hain aur aage bardhne ka sabse acha rasta education hai to mai sabhi wiklaango se kahunga ki aap sikcha zarur praapt karen.
Madan Chhindwara,[M.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se jankari de rahe hai ki M.P. me teacher ki vacancy nikal chuki hai jiska last date 20 september hai.
