Harilal Riva,[M.P.] se writer ka circular mang rahe hai inka e-mail id hai harilalsaket31823@gmail.com
Riwa MP se Satish kumar panday ji Dipak panday ji se puch rahen hain ke mera UDID school se bane ke liye apply kiya gaya tha aur mere paas na koi slip hai na mob me masage hai to mai kaise apna UDID paraapt kar sakta hun.
Riwa Mp se Shatish kumar panday ji puch rahen hain ke MP me blinds ko computer kahaan sikhaaya jaata hai.
Riwa MP se blind wayakti Satish kumar panday ji puch rahen hain ke upkran witran ke liye camp kon si company lagati hai.
Riwa MP se Satish panday ji puch rahen hain ke maine pichle do saal se penshion ko account se nahi nikala hai to is paristhiti me kya penshion wapas ho jaata hai ya nahi.
Riva MP se blind wayakti Shiv kumar ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hain ke mai 12 pass hun aur basic computer jaanta hun brail jaanta hun mujhe job chahiye.
Rewa MP se blind mahila shabnam Begam ji Hamari vaani ke madhyam se callers ko bol rahin hain ke jab bhi wo koi jaankari den to laast date ke saath month bhi bataya karen aur wo bata rahin hain ke teacher ka form nikla hai sabhi bharen aur uski date 30-8 tak hai
एमपी रीवा से सतीश कुमार पांडेय हमारे वाणी के माध्यम से रीवा ब्लाइंड स्कूल का नंबर जानना चाहते हैं।
मध्य प्रदेश रीवा से प्रमोद जी हमारी वाणी के माध्यम से रेलवे परीक्षा में फॉर्म भरने की उम्र निर्धारण की जानकारी दे रहे हैं
मध्य प्रदेश रीवा से प्रमोद जी हमारी वाणी के माध्यम से रेलवे परीक्षा में राइटर की जानकारी देते हुए बताते हैं कि किसी भी क्लास का राइटर ले जा सकते हैं बस वो सरकारी नौकरी में नहीं होना चाहिए
