दीपक मध्य प्रदेश के इंदौर से पूछ रहे हैं की मध्य प्रदेश बोर्ड के 11 और 12 क्लास के कोर्स की रिकॉर्डिंग कहा मिलेगी।
Jitendra Indore,[M.P.] se puch rahe hai ki railway group-c or d dono ko apply karne se koi problem to nahi hoga.
Santosh Indore,[]M.P.] se puch rahe hai ki medical or caste certificate banane ke liye kya document lagta hai.
Jitendra Indore,[M.P.] se puch rahe hai ki laptop me cd drive hona jaruri hai.
Mp se Durjesh sahu ji puch rahen hain ke blind ches board kitne me milega?
Jitendra Indore,[M.P.] se puch rahe hai ki braille watch kaha or kitne milta hai.
Sumit Indore,[M.P.] se caller ko bata rahe hai ki music ki recording mil jayegi.
Indor se blind wayakti Jitender thomar ji Ritu ji se auto TTS ke bare puch rahen hain.
Sohab Khan Indore,[M.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se ek whats app group ke bare me jankari de rahe hai jisme aap koi sawal technology se related puchh sakte hai number hai 7509207502
Sumit Indore,[M.P.] se Hamari Vaani ke madhyam se Kishore ko unvision software ke bare me jankari de rahe hai.
