सूरज मध्य प्रदेश से पूछ रहे है की बीपीएल कार्ड में प्रधान का हस्तक्षर होना जरुरी है।

MP se Shahid khan ji, puch rahen hain ki kya; blind wayakti ka PAN card banta hai? Aur iska use kya hai?

Sachin rathord ji MP se callers ko salaah derahen hain ki kisi bhi company me job ke liye jaane ke pahle us company ki puri jaankaari haasil karen.

Suraj Hushangabad,[M.P.] se puch rahe hai ki I.A.S. ka course recording me kaha milta hai.

Suraj Husangabad,[M.P.] se Ramayan ko thanks bol rahe hai or unka number mang rahe hai.

Suraj Husangabad,[M.P.] se puch rahe hai ki swarozgar ke liye loan kaise or kaha se milta hai.

Shahid Khan Husangabad,[M.P.] se puch rahe hai ki M.P. board ka 10-12 class ka result kab ayega.

Suraj Husangabad,[M.P.] se puch rahe hai ki 10 class me admission ke liye kya process hai.

Shahid Husangabad,[M.P.] se Aligarh Muslim University ka number mang rahe hai.

Shahid Hoshangabad,[M.P.] se caller ko bata rahe hai ki jio ke keypad phone me talk back nahi hota hai.