Siwaan Bihaar se Sandip yado ji Hamaari vaani ke madhyam se ik caller ko bol rahen hain ke aap brail patrika ke liye usi number pe saterday aur sunday chord kar call karye bilkul aap ko patrika milega.

Sandeep Siwan,[Bihar] se Hamari Vaani ke madhyam se caller ko bo rahe hai ki jaha aadhar card banta hai waha jakar mobile number registered karna padega.

Siwaan se blind wayakti Narender yado ji Hamaari vaani ke madhyam se bol rahen hian ke mai 10 kar chuka hun agar 10 ke liye koi sarkaari form aaye to mujhe bataayen.

Siwaan Bihaar se blind wayakti Sandip yado ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke smart ken aur dazyplayer kahaan milega aur documents kya kya lagega?

Sandeep yado ji Siwaan Bihaar se blind wayakti Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hianrahen hain ke print book pardhne ki liye mashin chahiye wo kaahaan milega?

Download | | Get Embed Code

Siwaan Bihaar se blind wayakti Narender kumar yado ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hian ke flaxtop kahaan milega?

Washim Siwan,][Bihar] se Hamari Vaani ke madhyam se hostel ke bare me jankari mang rahe hai.

Siwaan Bihaar se Chintu kumaar ji Hamaari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke mujhe pardhai ke saath traning bhi leni hai kisi ko jaankaari ho to mujhe bataayen.

Pinku Siwan,[Bihar] se Hamari Vaani ke madhyam se agrwati making training ke bare me jankari mang rahe hai.

Washim Akram Siwan,[Bihar] se Hamari Vaani ke madhyam se caller ko bata rahe hai ki eye se pani aa raha hai to kala chasma lagaye.