Pinku Siwan,[Bihar] se jankari mang rahe hai ki namkin packing sikh lene ke bad job mil jata hai.

Blind wayakti Siwaan bihaar se Sandip yado ji bol rahen hain ke mera inter ka exam hone waala hai aur mujhe writer ki aweshakta hai yadi kisi ko writer ki jaankaari ho to mujhe jaankaari den.

Siwan Bihar se Wasim akram ji ik caller ko jaankaari derahen hain ke brail me Hadis ka milna mushkil hai.

Pinku Siwan,[Bihar] se jankari mang rahe hai ki computer or candle making training kaha ho raha hai.

Amit Siwan,[Bihar] se jankari mang rahe hai ki nokia keypad phone me talk back hota hai.

Siwaan Bihaar se Tinku kumar ji puch rahen hain ke Indor me jo namkin packing hota hai wahaan kya boyes ko kaam milta hai?

Amit Siwan,[Bihar] se jankari mang rahe hai ki school ka id card se bank account khul sakta hai ya nahi.

Siwaan Bihaar se Sandip yado ji HR ke ik blind school Saraswati blind school ki jaankaari derahen hain wahaan ka number hai 9416304265.

Sandeep Siwan,[Bihar] se jankari mang rahe hai ki universal card kaise banta hai.

Vikash Siwan,[Bihar] se jankari mang rahe hai ki disable certificate ko aadhar se kaise link kare or assistive aids kaha or kaise milta hai.