Aazamghard UP se blind wayakti Shamshaad Ahmad ji puch rahen hain ke UDID ko online banwane se jo slip milta hai kya use kahi jama karna hota hai aur documents kya kya lagenge, kon si traning karun ke rozgaar shru karne me ziyada kharch na ho aur CBSE ka form kab tak last date hai.