Ahmadnagar MH se blind wayakti Krukshaant ji Hamaari vaani ke madhyam se ik caller ko jaankaari derahen hain ke aap ko wiklaang parmaanpatr gum hone ki FIR darj karani hogi phir sivil hospital me aadhaar rashan card FIR ki coppy le kar jaane se dusra parmaanpatr miljaayega aur dusre caller se bol rahen hain ke aap aadhaar rashan card aur photo lekar jaaye aap ko online card mil jaayega.