Firozaabaad UP se blind wayakti Shaam sunder ji Hamaari vaani ke madhyam se bata rahen hain ke unhen HV sun kar bahut hi acha laga aur HV ke kaaran jaagrukta aarahi hai aur jaankaariyon ka aadaan pardaan horaha hai aur ye aasha karte hain ke kuch hi dinon me HV ke callers ki sankhaya 15,947 se bardh kr 100000 ho jaayenge.