Muhammad Mushtaaq ji blind hain aur Alwar RJ se Hamari vaani ke madhyam se ik caller ko jaankari derahen hain ke jis tarah normal logon ka bank account khulta hai usi tarah blinds ka bhi account khulta hai agar aap ko bank manager pareshaan kar rahen hain to aap thana me shikaayat darj karwa sakte hain aap ki madad ki jaayegi