Gaziyabaad se blind wayakti Shriram sahu ji Hamari vaani ke madhyam se apne sanstha Drishty baadhitaar sangh ki jaankari dete hue bata rahen hain ke ye sanstha wiklaangon ke liye wirdha aashram ka nirmaan karne jaa rahi hai aur jo bhi is sanstha ki membership lete hain to unhe naukrion me sahyoug kiya jaayega aur yadi writer ki awaeshakta ho to nishulk writer provide krwaya jaayega ye sanstha Kanpur me hai.