Parmod kumar ji Fathepur UP se VI person Hamari vaani ke madhyam se Gangaram gaayakward ji ko bata rahen hain ke yadi aap ko brail kitt lena hai to Lakhnaw ke ik sanstha RSCI me rs 60-70 me mill jayega aur yadi aap ko free off coust chahiye to mujhse sampark karen
