Hamir tirkey ji Raighard CG se Hamari vaani ke madhyam se puch rahen hain ke kya sarkaar ke taraf se aisa koi intazaam hai jahaan blinds rah saken kun ke perents ka kahna hai ke wo ab aage pardha nahi sakenge ye apne sawaal ka jawaab aaj raat 12 baje tak mang rahen hain