Sagar ji blind hain wo Gujraat se Pahli baar Hamari vaani se jurd rahen hain unka prashn hai ke wo 5 class tak pard kar pardhai chord diye the lekin ab wo matric karna chahte hain iske liye unhe kya krna hoga aur unka dusra prashn hai ke Anibel India ke traf sesmart phone distribute kiya ja raha hai uska prosijer kya hai?