Mr Vijay Kumar ji Kharshawan Jharkhand se blind person baat kar rahen hain wo Hamari vaani ke madhyam se Hamari vaani se shikayat kar rahen hain ke unka recording pura pura publish kun nahi horaha hai jis tarah dusron ka hota hai aur iski jankari wo jald se jald mang rahen hain.