Pando ji Hingoli MH se bol rahen hain ke Hamari vaani ki wajha se unhe aur divyang logon ko har jankari aasani se praapt hojaati hai warna pahle kisi se puchna pardta tha ya news paper pardwhana pardta tha par ab aisa nahi hai ab har jaankari ghar baithe hi mil jati hai aur Hamari vaani ko thanks bol rahen hai