Main Saket Kumar Pande gram bardha Lakhimpur khiri se vigat 30 varshon se Raste Mein 3 Foot Pani Bharata rahata tha Badi Mushkil se portal app dwara Rasta pass karaya gaya hai Lekin Sare Karya use per farji tarike se ho rahe hain naliyan to banaa hi nahin ja rahi hain Rasta Kachori Karan bhi kam kar diya gaya hai Jo side Mein Deewane uthai Jaati Hain usmein 71 ka masala Lagaya ja raha hai Jo Ek Din Bhi Nahin tik payega Sara Rasta kharab ho jaega aur Raste Mein Pani fir se bharega Sare Adhikari AVN prashasan is Baat per Nahin de rahe hain Dhyan dhanyvad