Samast samast gram shahar mohalla Nagar AVN kasbe mein aapko tab Palna pad sakta hai mahanga Kyunki Sarkar ki taraf se bahut se Niyam banae gaye hain jaise 200 Gaj mein Keval do hi Kutte Pal sakte hain kutta paalne ke liye registration karvana ho gaya hai anivarya Jiska shulk ₹1000 hai pratyek kutte ko anti rabies ka tikakaran lagwana hua anivarya paaltu kutte ki nasbandi karvana bhi Hua Hai anivarya