Pura Ek Sal Hua ja raha hai Kai bar Shikayat ki ja chuki hai lekin koi bhi tanke ki Lekar sudharne ke liye Nahin Aaya Hai lagatar Pani pipe se bahta rahata hai Pani Ki barbadiyan hoti rahti Hain isko Barbad na kiya jaaye isliye jald se jald Sudhar a Jaaye Kyunki Jal hi Jivan hai