aakad baha nadi ke kinare milta hai hara rarti hai uska lat hota hai , dada aap nahi jante hai to maine bata di khane me bahut aachha lagta hai
Aakad baha nadi ke kinare rahta hain , khet me bhi milta hai yah saag hara rahti hai
Munga siki kha kr kya fayda milti hai . uske bare me batane ja rahi hun munga siki saal me ek bar milti hai munga siki khana jaruri hai, qki munga siki khane se chechak bimari se bach sakte hain.
suboni besra pojha aakar baha ke bare me bole the ,aakar baha nadi ke kinare me rahta hai, pudin ara jeyese rahta hai ,antar ye hai ki aakar baha ka pata aur per bada hota hai
Transcript Unavailable.
teresha murmu pojha ,munga ke full ke roti banane ke bare me , mungake full ko torkar laye uske bad sijhaye aur tel me masla mila kar bhunje aur roti banaye to usme bahut tarah ka bitaminpaya jata hai
Ariyan tudu,kayra bani,akar baha chatni ke bare me suboni besra batayi hti ,wo kaha milta hai,aur kaisa hota hai uska per ptta kaisa hota hai jankari chahiye
Doli besra ,lewda ,charkha gaw me miting karne ke liye to sarita didi se sabji ke bare me puchi ki aaj sabji me keya banaye dal aur aalu to doli didi boli ha dal aur sag khna jaruri hai esliye sag nahi khane se bacha kamjor aur bimar hote hai
suboni besra siktiya , ek jangal me milta hai jamro ara ke bare me janna cahte hai
suboni besra siktiya ,ek akad baha ke me akad baha ko nadi ke kinare me milta hai ,pis kar dup ke sijn me khane se pesab me to tik ho jata hai
