surendar hembrom,sukul bathan
hemlal nawadih .kusm name ki ek ladki thi ek dinusko aankh me chakar aa gaya aur niche gir gayi ushi samay ek budha aya aur bola esko bhut ka saya hai esko jadu tona karwana parega usi samay waha asha didi aayi aur boli esko hospital lejana chahiye ushi samay budha asha didi se bola ki aap kaise jante hai ki esko hospital le janj chahiye asha didi boli es samay me lag bhag 62/partisat jamui jila me mahila aur ladki aachha khana nahi khane ke karan sarir me kamjori aur bimari ka sikar ho jati hai.
doli besra nawadih.lopong sag ko tor kar saf se dho kar sil pthal me piskar atta ke sath san ke milate hai aur sakhwa ka ptta me roti bana kar jondish thik hota hai
kishor tudu lewda.jamin me ugate hai aur chamri me jharte hai aur chamra me hi rakhte hai ,ans=(khayni)
sanjay murmu siktiya.murgi patla ya safed pekhana karti hai to usko peyaj aur lahsun ko piskar uska rash pilane se patla pekhana band ho jata hai.
doli besra,lewda.kori tel ke bare me batayi ki kori tel ko hath aur per par lagane se bahut mulayam rahta hai aur humko nahi pta tha ki machhar kate aur koi kira kate huwe jagah me lagane se aaram milta hai.
hemlal jee lawadih.santhali gana raja kodesh ka chinta aur sahab logo ko loha ka chinta ,aur maa bap ko bchcha ka chinta ,aur chand maha rani ko aadmi ka chinta,suraj aur chand maha rani aadmi ka chinta kabul kijye.
doli besra nawadih.hum sirf jante the ki ber ko pka huwa hi khate hai lekin aaj pta chala ki ber ka aachar bhi banta hai aur churan bhi banta hai,hum bhi agla bar ber pakega to aachar banayege.
hemlal jee lawadih.santhali gana gaya ,jangal ganw ka hawa se sara per ka ptta gir gaya, thora -thora pani se naya ptta ug gaya fir se saja liya per ka ptta=2.
hemlal jee,lawadih.santhali gana gaya hum lod bhai bhut jada hai sab bhai hum log sikchhit hai =2
