Anuj murmu,ham ye jana chate hai ki tormal oo kis tarah rahta hai aor kese khate hai dhanyawad
sohray aat raha hai aap logose yehi chate hai ki aap log sohray ka song sunaye dhanyawad
Badki murmu ham chati ke bare me sune lekin ka chati kis tarah hoti hai usko kis tarah se khate hai usko janan chate hai dhanyawad
binita tudu siktiya. kal hum log ke pass chakai parkhand ka 6 charan chunaw ho raha hai aap log isha parteyashi ko bhoth dijiye jo hum logo ko bad me dekhe aur hum log ko time de sake .
asha kisku govindh pur.
andhiriyash murmu.ledwa.sara jaha tera prabhu tera mandir kan kan me karu tera darson bayar me aaj tumhi madhur mujh ko sunata hai tera bchchan bayar me aaj tuhi madhur mujh ko sunata hai tera bchchan.------
andhiriyash murmu.hum ek gana ga rahe hai hum santhal hai tum bacha ho nachna gana hi mera kam hai.
sanjay soren kusmaha nawadih .aap ka bat sun kar jo Oor too ke bare me wo sahi sahi bataye ki ye koun sa sijan me milta hai aur jo bataye bitamin ke bare me wo hum log ko biswash ho gaya.
manwel soren bisuda.my 9th class me padta hun.
village kelwadih se dr. mohan kumar bta rhe hai. sardi khasi thik hone ka, gaw ke dawai ke bare m, wo bta rhe hai ki yah dawai bhut hi kam ka dawai hai, isske sewan krne se sardi khasi thik ho jati hai, jiska name hai (chirchita) or iska 5 pta piskar jira ke sath sewan krne se sardi khasi thik ho jati hai danyawad.
